Would you like to receive Push Notifications?
We promise to only send you relevant content and give you updates on your transactions
Description

 

  1. Iska uddeshya jeevan mein aayu vriddhi, rog nivaran, sankat se raksha, aur moksha ki prapti hota hai
  2. Yeh mantra (Tryambakam Yajamahe) se prarambh hota hai aur Rudra swaroop ke stuti mein gungaan karta hai
  3. Is jaap ko vyakti, parivaar, ya samudaay ke kalyan ke liye kiya jata hai
Features

 

  1. 108, 1008, 11,000 ya 1,25,000 baar mantra jaap sankalp ke anusaar hota hai
  2. Rudraksha mala se jaap kiya jata hai, Shivling par abhishek ke saath
  3. Pandit dwara havan aur jaap ka ayojan bhi hota hai
  4. Vrat anivarya nahi hota, lekin pavitrata aur man ki ekagrata avashyak hoti hai

Samagri

 

  1. Rudraksha mala
  2. Gangajal, rose water
  3. Panchamrit (doodh, dahi, ghee, shahad, shakkar)
  4. Bael patra (bilva leaves)
  5. Phool (safed ya sugandhit)
  6. Dhoop, agarbatti, diya
  7. Kapoor, ghee
  8. Roli, haldi, kumkum, chandan
  9. Akshat (chawal)
  10. Fal aur mithai (prasad ke liye)
  11. Mantra pustika (Mahamrityunjay Mantra, Shiva Aarti)
  12. Safed vastra (pooja ke liye)
  13. Daan samagri (vastra, bhojan, dakshina)

Mahamrityanjay Jaap