Would you like to receive Push Notifications?
We promise to only send you relevant content and give you updates on your transactions
Description

 

  • Is din Bal Gopal (baby Krishna) ka janmotsav manaya jata hai, jisme vrat, abhishek, bhajan, aur aarti ka vishesh mahatva hota hai
  • Raat ke 12 baje Krishna janm ki leela ka darshan hota hai, jisme jhula sajaya jata hai aur Krishna ko kheer, makhan, mishri ka bhog diya jata hai
  • Ghar aur mandir ko phoolon, rangoli, aur deepak se sajaya jata ha
Features

 

  • Vrat rakhne wale nirjala ya falahar vrat rakhte hain
  • Bal Gopal ki murti ka Panchamrit se abhishek kiya jata hai
  • Jhula sajakar Krishna ko jhulaaya jata hai
  • Bhajan, kirtan, aur Krishna Aarti ka ayojan hota hai
  • 108 baar β€œOm Namo Bhagavate Vasudevaya” mantra ka jaap kiya jata hai

Samagri

 

  • Jhula (cradle) aur sajavat samagri
  • Panchamrit (doodh, dahi, ghee, shahad, shakkar)
  • Gangajal
  • Roli, haldi, kumkum, akshat
  • Phool (gulab, marigold, tulsi patra)
  • Dhoop, agarbatti, diya
  • Kapoor, ghee
  • Vastra (peela ya safed kapda)
  • Bhog samagri (makhan, mishri, kheer, laddoo, fal)
  • Mantra pustika (Krishna Aarti, Ashtottara, bhajan)
  • Jaap mala (optional)
  • Daan samagri (vastra, bhojan, dakshina)

Krishna Janmashtami