
1.Is din Bal Gopal (baby Krishna) ka janmotsav manaya jata hai, jisme vrat, abhishek, bhajan, aur aarti ka vishesh mahatva hota hai
2.Raat ke 12 baje Krishna janm ki leela ka darshan hota hai, jisme jhula sajaya jata hai aur Krishna ko kheer, makhan, mishri ka bhog diya jata hai
3.Ghar aur mandir ko phoolon, rangoli, aur deepak se sajaya jata ha
1.Vrat rakhne wale nirjala ya falahar vrat rakhte hain
2.Bal Gopal ki murti ka Panchamrit se abhishek kiya jata hai
3.Jhula sajakar Krishna ko jhulaaya jata hai
4.Bhajan, kirtan, aur Krishna Aarti ka ayojan hota hai
5.108 baar (Om Namo Bhagavate vasudevaya) mantra ka jaap kiya jata hai
Samagri
1.Jhula (cradle) aur sajavat samagri
2.Panchamrit (doodh, dahi, ghee, shahad, shakkar)
3.Gangajal
4.Roli, haldi, kumkum, akshat
5.Phool (gulab, marigold, tulsi patra)
6.Dhoop, agarbatti, diya
7.Kapoor, ghee
8.Vastra (peela ya safed kapda)
9.Bhog samagri (makhan, mishri, kheer, laddoo, fal)
10.Mantra pustika (Krishna Aarti, Ashtottara, bhajan)
11.Jaap mala (optional)
12.Daan samagri (vastra, bhojan, dakshina)